Strange story of the stranger...
(kale24pratik.blogspot.com)
Ek ladka tha awarasa....
Bhatakte rehta tha bhavrasa....
Wo to bahar ki duniya se tha pura anjan....
Khudhi ke khayalo par rehta tha wo meharban...
Na jane kab kisi aur ke itane karib wo hone laga...
Apni duniya ko uski duniya me khone laga...
Uske sapno ko apna mankar unhi me wo zul gaya...
Aur kya pata q khudke sapno ko wo aise bhul gaya...
1 lamha aya ki nayi duniya ne usaka sath choda...
Us lamhe ne usake sapno ka shish mahal toda...
us lamhe ko koshisho ke bavjud wo bhula nai tha paya..
Usi lamhe usane khudiko khudse tha khoya...
Na jane khayalo ki kis Negari me aajkal wo rehta hai...
Na jane abhi wo kuch bhi mehsus q nai karta hai...
Shayad isane is na samji-unkahi duniya ko abhi apna sabkuch ada kiya hai...
Aur apni purani beparvah duniya ko alvida kiya hai...
Aajkal wo thoda jindagi me ruk sa gaya hai....
Har chij ka iljam sehte sehte thoda thak gaya hai....
Pata nai usne galti ki ya nai par harpal usko khudpar gussa hai...
Aur shayad isi liye aajkal uski kismat bhi usase thodi khafa hai...
Har pal use vapas lane ki me koshish karta hu...
Zuthi khushiyo se use fuslane ki sajish karta hu...
Par itani koshisho ke baad bhi wo anjani galiyo me khud hi khudise zagadta rehta hai...
Aur shayad is dard ko mitane ke liye wo har pal har lamha khudhise khudiko riha karta hai....
Nahi ye kisiko dukhana chahta hai....
Nahi biti khubsurat yade mitana chahta hai....
Mana ki bohotsi biti baato se iska dukh ke sath izhar hua hai....
Par ye koi lamha bhulana nai chahta qki bite har ache-bure lamhe se ise pyar hua hai...