###Dilki-Dastan.....###
khudane shahajahan,shahajahan ne taj-mahal banaya...
usako mumtaz ke pyarse khub sajaya...
me to sochta tha duniyame yahi 1 pyar aur khubsuratiki nishani hai...
tabhi jindagi ke agale mod par khuda ne muje tumase milaya...
aapnehi to is pathar dilko pyar karna sikhaya..
apani nashili ankhose hume pyarka jaam pilaya..
mein to kabase khudase khafa hue baitha tha...
kambakhta apaki mohabat me hi mene apana khuda paya...
apaki pyari hasi se amavas ka aasman bhi jagmagaya..
apake otho pe mene bas apana naam paya..
aapki bahone hi duniya ka sara sukun dilaya..
aapke pyarki kashish me hi mene sara jag bhulaya..
tum jo aai karib,apani sanso ko mere sansome milaya..
meine tere har 1 sans me bas apana ehsas paya..
tere dilki har 1 dhadkan mein bas mera pyar samaya..
aab to khudase yahi dua hai ki hamari mohabbat salamat rahe chahe hat jayesarse jindagika saya....

No comments:
Post a Comment